Dunya ke ae musafir Manzil teri qabar hai Tay kar raha he jo tu Do din ka ye safar he dunya bani he jab se laakhon karoro aaye baaqi raha na koi mitti mein sab samaaye is baat ko na bhulo sab ka yahi hashr he Dunya ke ae musafir aankho se tu ne apni kitne janaaze dekhe haathow se tu ne apne dafnaaye kitne murday anjaam se tu apne kyun itna bekhabar he Dunya ke ae musafir makhmal pe sonay waale mitti mein so rahe he shaaho gada barabar ek saath so rahe he dono huwe baraaber yahi maut ka asar he Dunya ke ae musafir Ye aali- shaan bunglay kuch kaam ke nahi he ye oonchi oonchi imaarat kuch kaam ki nahi he do gaz zameen ka tukra chota sa tera ghar he duniya ke ae musafirmitti ke putle tujh ko mitti mein he sumaana ek din he tu ke aaya ek din he tujh ko jaana rehna nahi he tujh ko jaari tera safar he duniya ke aye musafir
This video and mp3 song of "junaid jamshed duniya ke musafir heart touching kalaam tauheed islamic" was published by tauheed islamic on 2009-12-28 19:01:21, with a media duration of 5:17 minutes and played 91296 times.
duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai.mp3
Download Zip: https://miimms.com/2vCwDN
This video and mp3 song of "duniya ke aye musafir english and urdu lyrics by shahana" was published by the perfectserve on 2009-12-28 19:01:21, with a media duration of 3:05 minutes and played 61010 times.
Is naat(Dunia k ay musafir manzil teri qabr hai) mein shayr ny insan ko ye btaya hai k teri manzil tera thikana ye dunia nahi hai ,tera asl thikana qabr hai. Shayr kh rha hai k dunia k musafir teri manzi ye dunia nahi hai ye do din ka safr hai jo tu tahh kr rha hai tujy is dunia mein hmesha nahi rhna blky ye kxh arsy ka safr hai jo aik din khatm ho jana hai. Insan ko yad rakhna chahey k jab sy ye dunia bani hai bht sy log aey jinki tadad lakhon karoron mein hai.
Wahn ye ni dekha jata k kn badsha hai or kon Ghulam ,kon ameer hai or kon ghreeb blky Allah Talah k han sab brabr hn hr kisi ko mout ani hai or koi b is sy bach nahi sakta or ye dunia sirf kxh din ki hai asl jga insan ki qabr hi hai jhn usy hmesha k liy rhna hai. Insan ko Allah Talah ny matti sy bnaya hai to shayr ny b is naat (Duniya ke aye musafir manzil teri qabar hai) k andr yehi kha hai k tujy matti mein e aik din jana hai.
Duniya ke aye musafir manzil teri qabar haiTai kar raha hai jo tu do din ka yeh safar haiJab se bani hai duniya aaye hazaro laakhoBaaki raha na koi mitti me sab samayeIss baat ko na bhulo sabka yahi hashar haiDuniya ke aye musafir manzil teri qabar haiYe aali shan Banglay wahan kaam ka nahin hainMakhmal main sonay walay maati main so rahay hainDo Gaz zamin ka tukra mitti ka tera ghar haiDuniya ke aye musafir manzil teri qabar haiMahalo me sone wale mitti me so rahe haiShaho gadha yaha sab ek saath so rahe haiDono huye barabar yeh maut ka asar haiDuniya ke aye musafir manzil teri qabar haiAankho se tune apni janaze dekheHaatho se tune apne dafnaye kitne murdeAnjam se tu apne kyu itna bekhabar haiDuniya ke aye musafir manzil teri qabar hai 2ff7e9595c
Comments